SAGAR BORN TO WON

Na Sangash Na Taqlif
To Kya Majha Hai Jine Mein
Bade Bade Tufaan Tham Jate Hai
Jab Aag Lagi Ho Sine Mein
--- Sunny Arora 
Jab Bhi Khuda se Sugat Mange Ge
Har Janam Mein Tera Sath Mange Ge
Nazar Na Lage Is Dosti Ko Hamari
Yahi Dua Din Raat Mange Ge ---Mani Arora Ji

Aisa Nahi Ki Raah Mei Rehmat Nahi Rahi
Pairo Ko Tere Chalne Ki Aadat Nahi Rahi
Kashti Hai To Kinara Nahi Hai Door
Aagar Tere Irado mein Bolandi Bani Rahi ---Mani Arora Ji

Koi Sath De Na De Jalna Mujhe Aata Hai
Har Aag Se Waqif Ho Jalna Mujhe Aata Hai ---Mani Arora Ji
 

Abhi To Asli Manjil Pana Baqi Hai
Abhi To Irado Ka Imtihaan Baqi Hai
ABhi To Toli Muthi Bar Zamin
Abhi Tolna Asman Baqi Hai  ----Anurag Rishi Ji

Aaj Baadlo Ne Fir Sajish Ki
Jaha Mera Gar Tha Wahi Baarish Hoi
Aagar Falaq Ko Zid Hai Bijliya Girane Ki
To Hame BHi Zid Hai Wahi Par Aashiya Banane Ki--
                                                                  Honey Manchanda Ji

Na Pocho Ke Meri Manjil Kaha Hai
Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai
Na Haronga Hosla Umar Bhar
Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai---
                                                             
Gaurav Sharma Ji
Zindgi Me Kabhi Udaas Mat Hoona
Kabhi Kisi Baat Par Nirash Maat Hoona
Ye Zindagi Ek Sangarsh Hai Chalti Hi Rahegi
Kabhi Apne Jine Ka Aandaz Mat Khona ---Mani Arora Ji

Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Bante
Rone Se Bigde Muqadar Nahi Bante
Duniya Jitne Ka Hosla Rakh -e- Dost
Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Bante
----Sukhdeep Singh Ji

Agar Sikhna Hai Diye Se ,To Jalna Nahi Muskan Sikho
Agar Sikhna Hai Surya Se,To Dubna Nahi Uthan Sikho
Agar Pahochna Ho Shikhar Par To Raah Par Chalna Nahi
Raah Ka Nirman Sikho --- Mani Arora Ji

 

Kahin  par dharam bante hain, kahin par iman bante hain,
Kahin par hindu,sikh,isaee to kahin muslmaan bante hain,
Hamari mehfil main akar dekh "saki" yhan insan hi insan
bante hain.
                                               RAJAN KALER JI

Subha Hoti Hai Sham Hoti hai
Zindagi Yo hi Tamam Hoti Hai
Zina Sikhna Hai To Ebizers Se Sikho
Zine Har Modh Par Salam Hote Hai ---Wazir Mohammad Ji

Husn Ko Chand Kehte Hai,Jwani Ko Kamal Kehte Hai
Zabh Nam Aaya eBIZ Ka to Use Gazal Kehte Hai
Sangmarmar Se Tarasha Hai Mere eBIZ Ka Badan
Dekhne Wale Abh Ese TajMahal Bhi Kehte Hai--
                                                                  
Charan Kamal Ji
Josh Kya Dikhaya Jo Dikhaya Afsano Main
Hai Dum To Dikhao APne Karnamo Main ---
                                                                   Pardeep Malhotra Ji

Pilane Se Pehle Batado Zara Sa
Badi Tadaf Hoti Hai Pine Se Pehle
Nirali Aada Hai Mere Sakiya Ki
Girata Bahot Hai Uthane Se Pehle---Dr.Pawan Malhan JI

In Nafrat Ki Divaro Ko Todega Kon
Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kon
Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye
Agar To Sach Ke Raste Na Chala to Tujhe Yaad Karega Kon
Har Azadi Se Pehle Marna Padta Hai
Agar To Marne Se Dar Gya To Tujhe Azad Karvavega Kon --

                                                                                          Sumeet Bhagat Ji

Humne Socha Ke Hum Hi Chahte Hai Un Ko
Magar Unko Chahne Walo Ka Karva Nikla
Dil Ne Kaha Shikayat Kar Us Khuda Se
Magar Unke Chahne Walo Me Khuda Bhi Nikla--
                                                                              ---- Sarbhjit Singh Ji
 
Kal Tak Door Se Dekhte The Karva
Aaj Karve Ka Hisa Baan Gaye
Kaal Tak Pehchaan Na thi Koi
Aaj Ghar Ghar Ka Kisa Ho Gaye  ---- Tejinder Singh Ji

Agar Abh Bhi Khon Na Khola
Wo Khon Nahi Wo Pani Hai
Jo Jwani Apne Desh Aur Maa Bap Ke Kaam Na Aaye
Bekar Wo Jwani Hai                      ---- Jaskirat Singh Bhullar Ji

Raahe Dushwar Bhi Ho Sakti Hai Manjil Ke Liye
Hame Phir Bhi Gir Gir Kar Sambalna Hoga
Waqt Chahe Ga To Kanto Par Bhi Chalenge Hum
Apni Himat Se Jamne Ko Badlna Ho ga
Manjil Pane Ki Kasak Dil mein Itni Tej Lage
Agar Hum Chahe To Pathar Ko Bhi Pigalna Hoga
Lagade Aag Pani Mein ,Hum Woh Irada Rakhte Hai
Pairo Tale Zamin To Kya Hum Aasman Bhi Rakhte Hai
Aapne Hatho ki Lakiro Ko Badal Sakta Hoon Main
Bande Parvat ne Itni Taqat Di Hai
ke Gir Kar Phir Sabhal Sakta Hoo Mai   -----Mani Arora Ji

 

 

Sath Nahi Rehne Se Rishte Nahi Tuta Karte
Waqt Ki Dundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte
Log Kehte He Mera Sapna Toot Gaya
Tooti Need Hai Sapna Nahi Tuta Karte

Nigaho Mein Manjil the,
Gire AUr Gir Kar Sambhalte Rahe,
Hawao Ne Bahut Koshish Ki
Magar Chirag Andhiaon Mein Bhi Jalte Rahe

Abre Rehmat Teri Chokhat Pe Barsti Nazar Aaye
Har Lamha Teri Taqdir Swarti Nazar Aye
Bin Mange Tujhe Mile To Jo Chahe
Dua Khod Teri Honthon Ko Tarsti Nazar Aye

Tufanoo Ki Kami Nahi Jeevan mein
Ladte Hue Safar Karna Hoga
Jo Milega Zakham Safar-e-raho Mein
Unhe hi Zindagi Ka Tajorba Kehna Hoga
Lakha Zakham Khane Par bhi,Har Zakham Naya Hoga
Tajurba Jitna Bhi Ho ,Har Safar Naya Hoga
 

Parindon Ko Manjil Milege Yakeenan
Yeh Faile Hue Unke Par Bolte Hai
Aksaar Woh Log Khamosh Rehte Hai
Zaamane Mein Jinke Hunar Bolte Hai
 
Koshish Ke Bawajood..Ho jaati hai kabhi Haar
Hoke Niraash Mat baithna Ae Yaar.Maan ko apne maar
Badte rehna age ho jaisa bhi Mausam
Paa Leti Manjil chinti bhi..Gir Gir Kar kai Baar..

Samne Ho Majil To Raaste Na Modna
Jo Bhi Man Mein Ho Woh Sapna Mat Todna
Kadam Kadam Par Milegi Mushkil Aapko
Bus Sitare Chune Ke Liye Jameen Mat Chodna.

 


Hawaon Se Kehdo Apni Aukat Mein Rahe
Hum Paaro Se Nahi Hoslun Se Udte Hai

 

Make a Free Website with Yola.